Wednesday, 21 January 2015

Dar e dil novel by Nabila Aziz Online Reading Complete

Dar e dil novel by Nabila Aziz Online Reading Complete

Dar e dil by Nabila Aziz
 is a social romantic

Urdu novel . It was published in a monthly Digest.
Over the past few years Nabila Aziz has emerged as a very
prolific writer.She chooses a variety of topics to
write about . She mainly writes fiction, and has written
marvelous urdu novels such as Koi aisa ahel e dil ho, shart
Shararat,Rasam,Maye na murda Ishq.
Free Download or read online urdu book/ Novel
Dar e dil by Nabila Aziz from here.
Click on the link below to download pdf.


Click on teh READ MORE button to continue reading

Dar e dil by Nabila Aziz Part 1 Online Reading

Click on teh READ MORE button to continue reading








































































































































































Dar e dil by Nabila Aziz Part 2 Online Reading







































































































































































25 comments:

  1. I dont knw why but is novel k parh k boht disturb feel kya hy khud ko specially zari k wajh sy bar bar galiyan den dilawar shah ko bhe or writer ko bhe jb bhe dilawar alizy sy izhar krta tha ya us k prwa krta th bilkul acha nahe lage halky alizy masom the but zari k wajh sy wo bhe achi nahe lagi is novel k parh k bs itna he lga k mard k mohabat khudgarz hoti hy or end bilkul acha nahe kya matlab esa kyn kya or zari haweli mn akeli kyn reh gae usy apny bhae ksath hona chahye tha is novel ko bar bar band kya hy phr parha hy or hr bar ek he sawal kya hy akhir kyn mn janti hnye sirf novel hy farzi kahani hy pr us ko parh k he insan pagal ho jay
    I don't knw what i am feeling abhe abhe end kya hy bs itna janti hn k kafi disturbing hy ye story

    ReplyDelete
  2. Mn ny zindagi mn kisi hero ko itni galiyan nahe den hn g jitne isy de hn

    ReplyDelete
  3. Nabeel dilawar sb khudgarz nikly or end intaha k depressing tha hala k alizy or dilawar ko mila k happy bana t k koshish k pr or end py alizy ko chawal mahe marni chahye the kyn wo zari alizy k pechy chup jati the ye ishq nahe dhoka hy
    Itny comments nahe kye kisi novel py or ye bhe su h k hy k kisi novel ny itna disturb nahe kya

    ReplyDelete
  4. Dil kya shoot kr dn dilawar ko bhe or writer ko bhe😕

    ReplyDelete
  5. Is sy tu behter tha k zari bhe madhiha k tarha bigri v hoti😕
    Or dilawar ko koe ishq nahe tha zari sy end ye bilkup nahe honna chahye tha sb hansi khushi rahy seay zari k or wo khush keay reh sakty thy
    Zari coma sy any k bad mazbot dekhae gae tu usy mazbot he rehna chahye tha wo end phr bhe acceptable hota
    Dilawar ny kaha k wo is rah mn hamesha akele the ahr akele the tu wo zari ko behn kyn nahe kehta tha khud he barhawa dya or khud he mkr gaya
    Us ny nabeel k lye chor dya usy nahe us ny aliza k lye chora usy or kya apni mohabat kisi k lye chorna itna asan hota hy

    ReplyDelete
  6. Zari us k waja sy coma mn gae or wo ek bar bhe usy dekhny nahe gaya
    Kisi ko pagal krna ho tu usy ishq karo or phr chor 2
    Part 2 wanted only for zari!

    ReplyDelete
  7. Meri frnd NY kaha k main yeh novel parhon.mujhy Sab Sy jiada maza Adeel or Madhya Ki story ka aya khatti methi story thi unki maza aya.3 doston Ki bonding kamal thi...But...mujhy Zari ka character bilkul BHi pasnad nai aya🤢us ik larki Ki wajah sy woh 3eno dost nazrain milany k qabil nai rahy.bohut e "Leechar" character that Zari ka.Dilawar phly kehta hai k main Zari KO bohut pechy chor aya magar bad main......ufff bohut e irritating tha main kitny Dino tak disturb Rahi isy parh k

    ReplyDelete
  8. End Bohat bakwaas.... kiya hai.... 😭😭

    ReplyDelete
  9. Is poray novel main sab se sad story zari ki hi ha kio ky jab dilawar shah zari se mohabbat karta tha aur dusri taraf nabeel b aur dilawar ny apni dosti ki wajah se zari ko chora tha ak taraf jab ky dusri taraf wo yeh b kehta ha ky koi b gharit mand shahkhs us larki se shadi nhi kar skta jab ky us ka dost b us larki ko psnd karta ho toh is sab main zari ka koi kasoor nhi tha ab nabeel zari ko psnd karta tha toh is main zari ka kia kasoor tha us ko kis bat ki saza d kasma se boht hi ajeeb story ha aur dilawar shah toh pata nhi kia tha ishq zari se shadi kisi aur se aur fr itni jaldi aleezay se b mohabbat ho gai yar so depressing

    ReplyDelete
    Replies
    1. bilkul or alizey dilawar ki fans zari ko hi bura bhala khti hain jb k zari to masoom thi us ne dilawar ko hasil karny k liye koe sazish to nhi ki 😢

      Delete
  10. Ishq rang hi niraaley hotay hain

    Maana k kahaaniyaan hai magr is kahaani ko haqqeeqi rang main dhaalna ek writer ka hinkamaal hai bahut kamaal ki likhi hai.... I m impreesesd... Zaroori nahin k har story ka end happening ho....
    Mushkilaat sabhi ko aati hain... Us mushkil jeena hi asal haal hai...

    ReplyDelete
  11. Itnaw burra Novel apni Zindagi myn manay pehly kbhi b NH prha tha jismyn srf or srf aanso hi aeyn or ronay k siwa kch b na ho .....zrri ishq ki intiha tk ishq krti thi dilawar say or dilawar b psnd krta tha ....manay jb say novel read krna start kea tha hamesha zrri ko hi dilawar k sth as a heroin dekha or aapny kia kea, us kll ki aai mahrani aleexay ko dilawar ki begum or dono ko ak dsry ki muhabbt bna dea .....😡...jb k ye story buhtt achi chll skti thi aazr ko agr aap hero bnati aleexay ka or zrri ko hi begum bnati dilawar ki lkn aapny kiaw kea ....zrri ko tu kch b NH Milla ...khaali haath reh gai thi wo ... itnaw dukh azeatyn brdasht krny k bd b itni maasoom thi wo bkool aapky " phoolon ki c zrri " wo bichari tu bayksoor thi ...usny tu koi Khushi NH dekhi osko tu koi Khushi NH mili....myn chah kr b, buhtt chah kr b aleexay ko as a heroin character nHi lay ski..
    Lkn aapko ye sb batyn smjh aeyn tb na ...lkn aap q or kasay smjhyn gi .... apko tu logon ki feelings k sth khelna aata hy na ....or myn apko ye b btati chllon k novels read krny walay log buhtt sensitive hoty hyn ...apny apny poray emotions k sth novel read krty hyn ....myn is Novel ki wjja say itna roi hon srf or srf zrri k leay ...myn aadhi raat ko roti hon .....meri tbeat khrb Hogai thi just aapky is novel ki wjja say ....ab b mujyy achank bethy bethy yaad aey tu mery aanso niklny LG jaty hyn ....Mary dill I dimagh pr ye chah gea tha k zrri masoom Jo ishk ki intiha myn doobi hoi thi usko dukh or azzeoton k siwa kch NH Milla ...😡😭....
    Ye assy hi NH hy k ap ak is type ka Novel likhyn gi or log assy hi prh kr bhool jaeyn gy assy nhi hota muhtrma assy NH hota ....dill o dimagh pr naksh krjata hy lkn ye sb ap NH smjhyn gi bcz apko logon ki feelings ka koi ehsaas NH ....or I wish k aap Mera ye comment read kryn ya koi b aap tk Mera ye comment puhnchaey or aapko ehsaas ho .....
    Or khuda ka wasta hy aapko k again esa koi b Novel mtt likhnaw 🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    ReplyDelete
  12. Or han dilawar shah ko or aapko buhttt c bdduaeyn deny ko b dill krta hy

    ReplyDelete
  13. Or Hawn ye kehna tu bhool hi gai myn k itny logon ka dill dukha kr aap khud skoon say kesy rehti hyn !? ....🙂

    ReplyDelete
  14. Second marriage k option writers kiu nhe rakhta novals ma...dilawar ko zarri sa dousri shadi kar Lani chahia the.....nabila g AP ko kuch souch k likhna chahia tha

    ReplyDelete
  15. navol both acha ha m n is navol ko 10 bar phara ha dilawar shah ka chartar both acha ha .m n comnts paty han sab dilawar ko boura kaha rai ha likan us ka dard koi b nai samaj raha us ki pori famli khatm ho gai itna dard tha us k dil m koi b nai smajta usy.alzay to masoom ha us ka kya kasoor .zari n agr ishq kya to is mdilawar ka kya kassor.wo to dosti m jan sy guzrny wsla banda ha.please us ko bura na kahin

    ReplyDelete
  16. koi mujhy navol ka nam bata day jis m hero ka nam doctor shahzaib r herin kanam mahrukh ha us ki shadi shahzaib sy hoti hs likn wo pasnd cozin ko karti ha us ki bhan ka nam lalarukh ha wodubi m jati ha eahn us ki mulakt junaid sa hoti ha

    ReplyDelete
  17. please mujhy ak navol ka nam bata day jis ma do bahne hoti han ik larki cal center per kam karti ha or wo hospital ma jati ha or wahna so jati ha hero us ko dakhta ha rvusy sleeping butiy kahta ha

    ReplyDelete
  18. Bhat time bad itna acha novel perdhne ko Milla. Logon k comments perdh k hansi bhi aye hamare awam Kitne sada hai. In my opinion iss novel ka iss se best end ho hi nahi Sakta tha. Dil a war shah ka character muhje Sab se ziada pasand Aya.Ek Mard ko esa hi hona chaie lekin afsoos ese mard sirf novels main hi hote Hain. Anyway I recommended this novel very well written. Head's Off to the writer.

    ReplyDelete
  19. Very nice ek baar phr sa novel par kbhot mza ay

    ReplyDelete
  20. ♥️♥️♥️hy zarri ♥️♥️♥️ writer n ye kiya kiya h sab ko and acha kar k naval ko acha bnany ki kushash ki h aur zarri ko akila kar diya wo bhi aus shakhs k liye jo apni muhabut s hi mukar giya .part 2hona chahiye jis main zarri ka sat asy shakhs ka hojo zarr ko itna piyar de kha sab hi haran ho jay khud dilawar shah bhi aur zarri in sab ko isi tarha in logo ignor kar jis tarha ye sab zarri ko bhul g.please next part lazmi hona chahiy

    ReplyDelete
  21. ye kisi muhabbat thi pehly kha muhabbat hai pher mukar gay haye bechari zari 😢

    ReplyDelete
  22. Mujhy tu Herat hai, sab ko zari Kay character k lye bara afsos hai, blkl awari larki ka character tha uska. Har waqt ghatya, behoda baten r dilawar sy bhi hamesha line dene wali baten krna.
    Matlab uski Zindagi ka maqsad srf us sy shadi Karna tha, itni mohabbat usko Allah sy bhi the? yah shirk hota hai Kay ksi insan sy Allah k bararbar bhi mohabbat krna, agr itna mazhab ka khayal hota tu dunya akhirat kay lye kch krte nahi? lekan nahi, Bhai Ghar walon sy lar kar parhanay lekar gaya r wahan jate hi aik achay mard ko dekh kr usky chakkar main par gae, itni shallow(sathaye) personality the uski bas shdi biyah main hi Sara dimagh tha, kch dhang ka Kam krny ki soch hi nhi the.
    Or Bhai bhi aik besharm, Jawan doston ko biwi r Behan main ghusaya Howa tha, koe tameez tariqa tu tha hi nahi, phir yahi sab hota hai akhir main

    ReplyDelete